Leave your comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Prove your humanity: 10   +   9   =  

48 Comments

  1. Sister, mujhe ek sawal puchna hai. Meri behen ka baby prematurity ke saath paida hua hai, aur wo bohot tezi se saans le raha hai, is wajah se uske phefro mein oxygen nahi jaa raha. Doctor ne usko ventilator pe daal diya hai. Kya baby recover ho jayega? Recovery ke kitne percentage chances hain? Hum jo kar rahe hain, wo sab koshish kar rahe hain. Kripya jawab de.

  2. Please Kisi Ko last time Itna hurt mat karo abhi Kuchh Din pahle Mere mama ki death Hui Hai AIIMS Mein Maine Itni videos Dekhi Itni videos dekhi hai aur bahut jyada hot ho rahi hun please request Itna pen mat do last time

  3. Not helpful in severe lung problem like pulmonary fibrosis lung cancer pneumothorax collapse pulmonary hypertension, hypersensitivity pbeumonitis, interstitial lung disease. Instead, it increases chances of oesophagal irritation and injury. Also, patient needs to be given opiods for severe pain management due to opening of wind pipe. Air pressure needs to be regulated.

  4. राजु श्रीवास्तव को काफी दीनो तक वेंटिलेटर पर रखकर उसके चाहक ओर परिवार को बेवकुफ बनाया

  5. Alhamdolilah ❤sb tarif Allah ke liye hai aur doctor Allah ki banayi huy makhluq insaan ki banawat ko bahot behtar se samaz sakta hai ❤insaaniyat ka paigaam pahochate rahiye insaaniyat ko bachaye

  6. Bhai mere sath hua tha ye 25 din ventilator par tha pet ki aat fat gyi thi jiski wajah se infection ho gya tha puri body me pet ka mash bhi cut kr diya infection ki wajah se 4 operation ho chuke hai normal hu ab lekin doctor bol rhe hai ek operation aur karna hoga 😭😭 kgmu Lucknow ke doctor ko salam hai mera mujhe bachane ke liye